Ethical Hacker Kaise Bne , इथिकल हैकर कैसे बनें


                 Ethical-Hacker-Kaise-bne

   Ethical Hacking Kya Hai


Toh aap mai aap ko bta du ki aisa nhi hai. Hacking kabhi bhi sahi ya galat nhi hoti hai. Jo hacking hum kr rhe uske piche hamara irada kya hai. Ye irada hi tay krta hai ki Hum jo hacking kr rhe vo  Ethical Hacking ya Unethical Hacking hain. Aaj ke time Ethical Hacker ki demand bhut jyda bad gyi. Online dhokadadi aur Cyber Crime Jaisi gtnao Ko dekhte hue . Aaj ke time me lagbhag har vo Company ye website ek ethical hacker rakhti hai. Jo unke data Ko hacker's se baca sake aur safe rakh sake.

Ethical Hacker Kya Krte hai.


Kai bar vo Damo krke khud unke samne unki site Ko hack krke dikhate hai ki is trah se koi bhi Hacker aap ki site Ko hack kr Sakta hai.  Fir uska kaam hota hai Us problem Ko fix krna. Arite , Jio , Flipkart , Amezon Jaisi har Badi Companies ethical hacker Ko rakhti hai.

Taki koi haker unke data Ko chori na kr sake. Kai bar Aisa bhi hota hai kisi ki koi website koi Black Hat hacker hack kr leta toh Ethical Hacker us Hacker se us Site Ko wapas late hai. Ethical Hacking aap apna Carrier bhi bna sakte hai. Isme aap kisi IT Company ke saath kaam kr sakte hai. Aap Che toh part time work bhi kr sakte hai.

 Part time work krne ke liye aap Ko bag dhudna hoga. Facebook ya Google ki play Store jaisi site per bag dhud kr accha paisa kma sakte hai. Bag means aap Ko unki website ki kamjori btana hoga Jha se unki site hack ho Sakti hai.

Read More :-
Ek Accha Laptop Kaise Kharide

Affiliate Marketing Program Se Paisa Kaise Kmaye

Online Paisa Kamane Ke top 10 Tarike

Website Banane Se Lekar Earning Krne Tak Ki Puri Jaankari

Top 10 Very Interesting And Useful Website's

Total 3 Trah ki hacking hoti hai. Pehla hai Ethical Hacking jo Hacking Ethical Hacker's krte hai unhe White Hat Hackers Kha jata hai.  Jo Hackers Unethical Hacking krte hai unhe hum Black Hat Hackers Khate hai.

In dono ke alawa ek Gray Hat Hackers bhi hota hai. Meri aane Wale Article me Mai aap Ko in teeno hacker's ke bare me details se btauga. Ab hum Apne topic per aate hai. Ethical hacker banne ke liye aap me kuch gun jarur hone Chahiye. Aaye jante hai ki ye kon se gun hai.

Ethical Hacker Banne Ke Liye App Me Kon Se Kon Gun Hone Chahiye

Dosto Agar Ethical hacking shikhna chahte hai toh Aap Ko kuch basic knowledge chahiye tabhi aap Ethical hacking shikh sakte hai. Ethical hacking shikane ke liye aap Ko internet per bhut sari websites mil jayegi. But jab aap un sites per Visit krte hai toh aap Ko kuch samajh nahi aata hai kyu un websites per aap Ko jo cheeze btai ya shikai jaati hai vo bhut Advance label ki Hoti hai.

Aur aap Ko kuch bhi samjhe nhi aata hai. Kyu ki aapko hacking ke basic knowledge ke bare me bhi pta hota hai. Toh chaliye hum Jaan lete hai ki Suruwaat me Hume hacking shikhne ke liye kin basicis ki knowledge hona bhut jaruri hai. 

Computer Skills :-  Hacking shikhne ke liye computer/ Laptop ki Puri Jaankari honi chahiye ki Computer me Internet kaise Access krte hai. Computer me kis Command se kya kaam hota hai. Aapko Computer ka pura Masters hona Padega.

Programming Language :-  Suruwaat me aap Ko kuch Programming Language ki jaankari hona Jaruri hai. Aap Ko HTML Aur JavaScript ki knowledge hona bhut jaruri hai. Agar aap Ko kisi bhi programming language ki knowledge nhi hai toh aap Ko Hacking shikhne age Chal kr bhut si Problem aa Sakti hai. 

Linux Skills :-  Hacking Shikhne ke liye Aap Ko Linux Ke Operating System aur Linux ke Programming Language ki jaankari hona bhut jaruri hai. Bina Linux ki Jaankari ke Aap Hacking kabhi bhi nhi shikh sakte hai. 

Database Skills :- aap Ko database ke bare me bhi jaankari hona chahiye ki Database kya hota hai , Database Kaise kaam krta hai , database kaise bnaya jata , database kaise insert hota hai aur database kaise delete hota hai. 

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post