Mobile Phone Ki Battery Ko Fatne se Kaise Bacaye.


Mobile ki battery Ko Fatne Se Kaise Baceye

Mobile Phone Ki Battery Kyu Fatti hai

Aap ne Mobile Phone Ki Battery Fatne ke case to jarur sune hoge. Aye din aise hadse ho rhe hai jisme battery Fatne se logo ki maut ya unki ugliya buri tarah se jakhmi ho gye. Kya aap ne kabhi shocha hai ki Mobile ki battery Achanak se kyu blast ho jati hai. Toh hum aap Ko bta de ki Mobile ki battery Achanak se blast nhi Hoti hai. Mobiles phones ki battery Fatne se pehle bhut se sanket deti hai. Jis hum Jaan nhi pate hai. Toh chaliye hum jante hai ki kya kya sanket hote hai Battery Fatne ke.


Read More :-

Apne Smartphone ki Battery Backups Ko Double Kaise Kre

Phone Se Delete Hue Photos Ko Recover Kaise Kre

Android Ke Paid Apps Ko Free Me Kaise Download Kre

Mobile phone ki battery Lithium iron se bni Hoti hai. Ye Charge krne per garm Hoti hai. Aise me agar bhut km Phone use krne per aap ke Phone ki battery heat ho rhi hai toh ise Badal de. Warna Battery Fatne ke chances ho sakte hai.

Kabhi kabhi Smartphone Ko fekne se bhi uske blast hone ke chance ho Sakta hai. 

Kam Temperature per Mobiles phone Ko Charge krne per uski battery ke Fatne ka khatra bna rehta hai. Lithium ion wali battery Ko bhut Kam temperature per Charge nhi krna Chahiye.

Agar aap Smartphone ki battery phool gyi hai. Toh ye kabhi bhi fat Sakti hai. Accha hoga aap ise change kr de.

Kai bar battery Manufacturers Defects ki wajh se bhi Battery Fat jati hai. 

Kai bar Aap ke Smartphone me ya Kisi Android App me Malware ya bags hote hai. Jo phone Charging ke time motherboard per pressure dalte hai. Jinse Kai bar phone me blast ho jata hai. 

Apne Phone Ki Battery Ko Fatne aur Heat hone se kaise baca sakte hai

1.  Apne Phone Ko Charge krne ke liye hamesha Original Charger ka hi use Kre

2. Phone Ko Charge krte time Apne phone ka back cover Nikal kr rakh de. Kyu ki jab phone charge hota hai toh wha heat bhi hota hai. Cover lga hone ke Karan uski heating bhar nhi Nikal pati hai. Jis ke Karan phone heat ho kar fat bhi Sakta hai.

3. Apne phone ki internal memory Ko thorda Bhut hamesha Khali rakhe. 

4. Agar aap ka phone Purana ho gya hai. Toh aap ek bar Software update jarur kr le. 

5. Agar aap ka phone bhut jyda heat ho rha hai toh aap ye samjh jye ki aap ke phone me ek sath bhut si cheeze Chal rhi hai. Isliye aap Background me Run kr rhi Application Ko Band kr Dena Chahiye.

6. Raat Ko sote time Phone Takiye ke niche DBA kr na soye. Ise phone per pressure padta hai Aur phone blast ho Sakta hai.

Battery Ke Fatne Se Hone Wale Khatre Se Khud Ko Kaise Bacaye


1. Jitna ho ske Phone Ko Apne Body se Dur rakhe

2. Mobile phone Ko Apne 👂 ear se dur rakhe . Baat krne ke liye Earphones ka use Kre

3. Raat Ko sote time phone Ko sir ke paas na rakhe. 

4. Phone per jyda der tak baat na Kre. Ho ske toh landline ka use Kre.

5. Jitna ho ske Baat krne ke liye Massages ka istemaal Kre. 

6. Speaker On kr ke baat Kre. phone Ko kaan se dur rakhe.

7. Jha Signals Accha ho Wahi baat Kre

8. Jab Call connect ho rha ho tab phone Ko kaan ke paas na le jye. Jab call connect ho jaye tabhi phone Ko kaan ke paas le jye. 

9. Chalte hue phone per baat na Kre. Kyu ki isse phone signal Ko catch krne ki khosish krta hai. Isse blast bhi ho Sakta hai.

10. Chashma Pehn kr ya jab Aap ka sar gila ho toh phone per Baat na Kre. 

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post