Bitcoin Kya hai Puri Jaankari | बिटकॉइन क्या होता है


Bitcoin- Kya- hai-Aur-Bitcoin-sale-Aur-buy-kaise-kre

2009 me Suruwaat krne ke bad ye pehli bar hai ki Bitcoin 10 Hazar doller ke gya hai. 2009 me Launching ke bad Bitcoin me interest rakhna walo ki counting bhut bdi hai. International level per aur Kai  Stores Bitcoin se payments Ko Accept krti hai. Landon ke Global Forex market me Bitcoin trade Hota Hai. Lekin trading srif varchwal Rehti hai.

Bitcoin Kya hai


Ye na kisi bank aur na kisi Desh se juda Hota Hai. Bitcoin ka koi bhandar (Reserv) nhi hota hai. Iska Sara Len den Website's per hota hai. Banko ki trah Kai Companies Bitcoins ke exchange aur Vallet chalati hai. India me 15 se jyda StartApps  is kaam me lge hue hai. Bitcoin ki Keemat bhut tezi se badti aur girti hai. Bitcoin aise Computer code hote hai Jin per transaction ke sath ek Digital Singnature jurdta chala jata hai. Fir bhi isse Bina apni pehcaan btaye transaction Kiya ja Sakta hai.

Isliye ye Blackmnoney holder's , Criminal  Aur Hacker's me bhut popular hai. waise  toh India me bhut Kam log hi Bitcoin ke bare me jante hai. Indian government Aur Reserv bank ne India me isko manyta nhi di hai. Iske bad bhi iska karobaar Bharat me acchi tarrki kr rha hai. Toh agar aap Bitcoin me Invest krte hai toh iska risk bhi Aap Ko hi uthana padega isme indian Government ya Reserve bank jimmedaar nhi hoge.

RBI India me pehle cripto Currency ko Chalana ke pach me bhi tha Lekin Bitcoin ke Lokpriyata Ko dekhte hue ummid hai ki jaldi hi RBI Cripto Currency ke pach me faisla Lene Ko majboor ho Sakta hai.

Read More :-
Jiocoin Kya hai Puri Jaankari

Online Paisa Kamane Ke Top Tarike

Mutual fund Me invest Krke Paisa Kaise Kmaye

Aamir Banane Ka Bilkul Aasan Tarika

Internet Ki Kaali Duniya Ka Rashya

Bitcoin Kaise Kaam Krta hai

Bitcoin ka istemaal pear to pear technology per based hai. Iska MATLAB ye hai ki Bitcoin ki madad se transaction 2 Computer ke beech Kiya ja Sakta hai. Is transaction ke liye kisi centre 🏦 bank ki jarurat nhi hai. Bitcoin ek open Source currency hai. Jha koi bhi iski design se le kr Control Ko Apne hath me rakh Sakta hai.

Bitcoin se transaction koi bhi kr Sakta hai. Kyu ki iske liye kisi trah ki Ragistersion ki jarurat nhi padti. Agar aap Bitcoin ka use krte hai toh aap Ko thorda savdhaan rehne ki jarurat hai. Kyu ki aap ka Bitcoin Account hack hone ka bhi khatra rehta hai. Iske saath hi agar aap iska Password ek bar bhul jye toh Aap ise dubra Recover nhi kr sakte hai. 

Bitcoin Ki History


Tax Chori , Blackmnoney , Durgs Kharidne Aur bechne ke liye Bitcoin ke istemaal se Bitcoin hamesha surkhiyo me rehta hai. Bitcoin ke badte istemaal ne Duniya bhar ke Security Agency ki neend uda Rakhi hai. Isliye Bitcoin Ko koi county Legal Manyta dene se bacta hai. Pehli bar 2010 me Bitcoin ka use ek pizza kharidne ke liye Kiya gya tha. Ek pizza ke 10 thousands Bitcoins diye gye the. Ab ek Bitcoin ki Keemat 7 lakh ke Pass hai. 

Bitcoin Sell Aur Buy Kaise Kre


Isme Aap ki sari jaankari secret Rakhi jati hai. Yahi Karan hai ki Indian Government ki bhi Nazar is per Rehti hai. Bitcoins Ko Aap online Gaming ya ques Ko solve krke Bitcoin kma sakte Hai. Bitcoin Ko Aap Unicorn Aur Coinbase Online karid sakte hai. Isme Aap Ko KYC ke liye Address Aur PAN Card  ki jarurat Hoti hai.

 Hacker's Duniya bhar ke Computers me virus bhej kr firuti magane ka kaam Bitcoin ke jariye hi krte hai.  Duniya bar me is time 1.70 Coror Bitcoin hai. Bitcoin ki Keemat Bitcoin ki karid aur bech se Kam aur jyda Hoti hai.

Read More :-
Online Food Order Krne Ke Top 7 Best Apps

Income tax Se Bacne Ke 10 Tarike

Airtel Aur Vodafone Me Free Amezon Prime Video Kaise Dekhe

Fixed Deposit Krne Ke Faiyde Aur Nukshaan

Ek Accha Laptop Kaise Kharide

Android Phone Ke Secret Codes Aur Tricks

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post