Government se sabhi LIC Companio Ko ye Aadesh diya hai ki vo Apne sabhi Coustomers ki Aadhaar Card ki deatails prapt Kre. LIC ne Apne sabhi Coustomers Ko ek Guidelines bhi jari ki hai ki LIC ne koi bhi Massage Service ki Suruwaat nhi ki jisse aap Apne LIC Policy Ko Aadhaar Card ya pan Card Ko link krwa sakte hain. Isliye aap aise kisi bhi Phone Calls se Savdhaan rhe.
LIC Ne New Service Apne Coustomers Ko Di
LIC ne Apne Coustomers Ko Apne ek new Service provide krwai hai. Jisse aa p Apne Aadhaar Card Aur PAN Card Ko se link krwa sakte hai. AADHAAR Card Aur PAN Card Ko Policy se link krwane ke liye Aap Ko KHI Jane ki jarurat nhi hai. Aap Apne Aadhaar Card Ko LIC ki Website per ja kr link krwa sakte hai. Age Mai aap Ko steps by step iske bare me btauga ki kaise aap Apne Aadhaar Card Ko Apne LIC Policy se link krwa sakte hai.
Read More :-
World Teacher Day Slogan in Hindi , Teacher's day Shayri
NASA Ke Bare Me kuch Interesting Facts Jane
Job Search Krne Ki Top 7 Best Apps
Top 10 expensive and luxurious hotels List
Aadhar Card Aur PAN Card Ko LIC Policy Se Kaise Link kre
1. Aadhar Card Aur PAN Card se link krne ke liye Sabse Aap Ko LIC ki https://www.licindia.in/ Website per Jana hoga. Aap is link per Click kr ke bhi LIC ki officially Website per ja Sakte hai.
2. Aap yha ek new Service Flash ho rhi dekh sakte hai. Link Aadhaar And Pan To Policy per Click krna hai Aap ko
3. Ab aap next page per aa jayege. Ab aap Ko Proceed per Click krna hai. Yha jo Proceed likha hai vo White Colour likha hai. Aapko thorda thyaan se dekhna hoga.
4. Ab ek new Page open hoga kuch is trah se ye form type ka page hoga isme Aap Ko Puri Jaankari fill krni hai. Isme Aap Ko Pan Aadhaar Card , Pan Card , Aur Policy ka no. Fill krna hain.
5. Ye Puri information bharne ke bad niche niche aapko ek Captcha Code fill krna captcha code fill krne ke bad Get OTP per Click kr de.
Iske bad Aap ke Mobile per OTP aayega. Jab aap aap ke Mobile per aaye OTP Ko yha fill kr dete hai toh aap Ko ek massage aa jayega ki aap ka AADHAAR Aur Pan Aapke LIC policy se link ho gye hain. kabhi kabhi is pure Process Ko pura hone me time LG jata hai.
Is trah se Aap Ghar baithe Apne Aadhaar Card Aur PAN card Ko Apne LIC Policy se link kr sakte hain. Agar aap Ko Aadhaar Aur PAN Ko link krne me koi dikkat aati hai toh aap Apne LIC Agent se contact Kre ya Hume Comments krke bhi Apni Problem ka solutions Jaan sakte hai.
Read More :-
PF Ka Paisa Online Kaise Nikalwaye
Gas Subsidy Status Online Kaise Check Kre
Chatsim Kya hai Puri Jaankari Hindi Me
Jiocoin Kya hai Puri Jaankari Hindi Me
Online Paisa Kaise Kmaye Puri Jaankari
Post a Comment
1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।