Blog Ke Post Ko Seo friendly Banane Ke Tip's
Eska mean reason humare blog ya website ka SEO Friendly nahi hona hai.If humaraa blog ya website SEO friendly nahi hogi to kitne bhi post likh le traffic nahi aaega. Aaj ke es post me mai aapko yahi btaunga ki Blogger Post Ko SEO Friendly Kaise Banye ?
यह à¤ी पढ़ें :-
Friends hum bhaut si post likhne ke baad bhi humari website par traffic nahi aata hai aur humara pura hard word bekaar chala jata hai aur hum niraas ho jaate hai.So aapko niraas hone ki bilkul jarurat nahi hai. Aaj mai aapkko bataunga ki kaise aap apni post ko SEO karwa sakte hai.
SEO (Search Engine Optimization) kya hota hai ?Google ke alawa Bing, Yahoo bhi search engine hai. SEO ki help se hum en sabhi search engine me apne blog ya website ko No. 1 position par la sakte hai. I hope aapko samj aa gaya hoga ki SEO kya hota hai aur Website ya Blog ke liye Seo kaise jaruri hai. Ab hum jaante hai ki Blogger Post Ko SEO Friendly Kaise Banye ?
Blog Post Ko SEO Friendly Kaise Bnaye Full Guide
If aap ek blogger hai to aap ek baat bhaut ache se jaante hai ki Website ya Blog par traffic ke bina hum Blogging me kabhi bhi success nahi ho sakte hai. Blogging se laakho rupee kamaye ja saktte hai but ye itna easy nahi hota hai. Eske liye hume bhaut hard work karna hota hai jinme se ek hai apne website ko SEO Friendly banana.
Now mai aapko Step by step Blogger Post Ko SEO Friendly Kaise Banye ki puri jaankari dene wala hu aap in sabhi steps ko follow karke apne blog ya website ko SEO friendly bana sakte hai.1. Post Title
Kisi bhi post ko SEO banane ke liye sabse jaruri hota hai Post ka Tittle. Kisi bhii post ka Tittle Attractive hona chahiye. Koi bhi visitor sabse phle Post ka Tittle read karta hai. Yadi aapke post ka Tittle boring hga to koi bhi visitor aapke Blog par visit nahi karega so apne post ka Tittle itna Attractive hona chahiye ki Visitor Tittle ko dekh kar Aapki post ko read kare.
2. Words Length
Yadi aap apni post ko search engine me top par lana chate hai to aur achi rank dilana chate ho to aapko minimum 1000 aord ki post likh kar apne blog par shear karni hogi.wese to 500-700 word ki post bhi rank karti hai but wo wahi post hoti hai jis topic par kisi ne koi post shear nahi ki ho aur us post ka topic bilkul naya hota hai. Yadi aap aise topic par post likh rahe hai jis topic par phle se post likhi ja chuki hai to aapko minimum 100-1500 word ki post likhni padegi.
3. Description
Blog Description me hum apni site ke baare me kuch word likh sakte hai.aisa karne se SEO me kaafi help milti hai.
4. Images
Blog post Optimization me Image ka Major role hota hai. Kisi bhi post ko samjane ke liye image bhaut jaruri hoti hai. SO friends apni post me image add jarur kare taaki aapki 100-1500 word ki post ko samzne me visitor ko aasani ho.
Ye Bhi Pade :-
Blog Ki Traffic Bdane Ka Bilkul Aasan Tarika
5. Internal Link
Koi bhi post likhne ke baad aap usme internal link jarur add kare. intrenal link me aap usi post se related kisi dusri post ka link add kar de esse aapko SEO me kaafi help milegi.
6. Keywords
Post me kisi bhi Keyword ko jyada baar use nahi karna chahiye. Wese blogger bolte hai ki Keyword density 1.5 to 2.5 honi chahiye lekin frinds ek hi keyword baar baar use lene se Search Engine use Spam bhi kar sakta hai so aap keyword density 0.5 to 1.0 rakhe.
7. Post Sharing
Post ko shear karne ke liye shearing buttons pluging ka use kare.esse aapko ye faayda milega ki koi bhi visitor aapke blog par aaega aur use aapki post achi lgi to wo aapki us post ko shear karega aur esse aapke blog par traffic increase hoga so shear pluging ka use le.
8. Alt Tag
Friends Image me Alt Tag use jarur kare bcoz alt tag use karne se google search robot ko ye samzne me aasani hoti hai ki image kis subject se related hai.aur dyan rahe alt tag me focus keyword ka use hona chahiye.
9. Quality Content
Hmesha Quality Content hi likhe. Yadi aap quality content nahi likhoge to user aapke blog par nahi aaenge hmesha aisa content likhe jo user ko pasand ho aur user readable content aur complete content likhe jisse user aapke blog par wapas se visit kare.
10. Use Heading / Subheading
Apni post me hmesha heading aur subheading jarur use kare because heading se hi user ko ye pata chalta hai ki aapne post kis topic par likhi hai yadi aap heading use nahi karenge to user ko pata nahi chlega ki aapki post me hai kya to wo aapke blog par visit nahi karega. Aur hmesha focous keyword ko subheading me add jarur kare.
11. Use Keywords Fist Paragraph
Article likhte time es baat ka dyan rakhe ki article me hmesha first paragraph me mean keyword ka use jarur kare.esse SEO me aapko kaafi help milegi.aur apne keyword ko first paragraph me add karte time es baat ka dyan rakhe ki ye bilkul natural dikhna chahiye aur keyword ko baar baar use na le.
12. Bold Keywords
Article me keyword ka use lete time aap apne keyword ko bold kar de esse SEO par kaafi asar padega lekin dyan rahe keyword ko baar baar use na le aur jyada bold na kare warna aapka article users ko boring lgega aur user aapke blog par wapas visit nahi karega.
Friends mene aapko Blogger Post Ko SEO Friendly Kaise Banye ke baare me jaankari di hai aap en sabhi steps ko follow karke apni kisi bhi post ko SEO Friendly bana sakte hai.
SahayataHindiMe.com per Published hone wali Ye Post Ek Guest Post hai. Ye Article Vikash Yadav ne likha hai. Agar aap bhi SahayataHindiMe per Guest Post krna Chahte toh aap Hume Contact From ke dwara Sampark Kr Sakte hai.
Read More :-
SEO Friendly Aur Unique Contant Kon Si Post Aap ke Blog Ki Traffic Badane Ke Liye sahi hai
Blog ki Image Ko SEO Friendly Kaise Bnaye
Post a Comment
1. कमेंट बॉक्स में किसी à¤ी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।