UC News Me Blog Ko Kaise Ragister Kre

UC-News-me-blog-website-Ko-kaise-Ragister-kre

  U.C News App Kya hai.

U.c News Apps ke bare me toh aap ne Suna hi hoga. Aaj kal Android phone me Sabse jyda yahi u.c browser hi use Kiya Jaa rha hai. Syad aap bhi u.c browser ka use krte hoge. Andiord phone me Sabse jyda use hone wala browser u.c hi hai. U.C News U.C browser ki hi service hai.

India ke sath ye kai aur Country me bhi bhut popular hai. har Country me Alag Alag Lauguege me is per News Published Hoti hai. India Me iski Lauguege hindi hai. U.C new Ko Duniya bhar me Roj 1 Million se jyda log padte hai Kyuki Online news padne ka Sabse accha aur Aasan traika ye hi hai.

Isliye log is per Articla padna kafi pasand krte hai. is App me bhut si category hai aap jis category se realted Articla padna chahte hai. Us category per click krke Articla pad skte hai. ye toh Maine aap Ko u.c news App ke bare me btya ab aap Ko main btata hu. Kaise aap u.c news ki madad se Apne blog ki traffic Ko BDA skte hai.

Read More:-
Google Keywords Planner se Blog Ke Liye High Quality Keywords Kaise Research kre~ Full Guide

U.C news Se Blog/ Website ki Traffic Kaise Badaye 

UC News me Apne blog (Website) Ko Add / Registered krke hum Apne blog ki traffic Ko increase kr skte hai. Har blogger ya Website owner ki hamesha yahi khosish Rehti hai kaise vo Apne blog / Website ki Traffic Ko badaye. UC News blog/Website ki Traffic bdane ka bhut accha jariya hai. Jaise ki aap sab jante hi hai ki u.c news ke bhut hi famous news app.

Iske bare me Maine aap Ko uper btaya hai. Ye news App rojana Lakho logo duwara pda Jata hai. Toh Shociye agar aap ke blog /Website ke Articla isme show hone lge toh aapke blog/Website Ko kitna traffic milega.

Apne Blog/Website Ki Post Ko UC News Me Kaise Show Kre

UC News me aap apna Account bna kr Isme Apni Post Ko Publish kr skte hai  Isme aap Direct Articla likh kr bhi publish kr skte hai.  Aap Articla ke beech me Apne blog/Website ki Link ya Apne blog/Website ke post ki Link bhi dal skte hai. Aap Che toh Apne blog ki post Ko copy krke bhi dal skte hai. jab koi visitor aap ke likhe Articla Ko padta hai toh waha ek Follow ka option bhi diya hua hai jisse visitors aapko follow kr skte hai.is tarah se aap ki post UC News me show hone lagegi.

Read More :-

Blog Ki Traffic Ka Anylitcs Krne Ke Liye Googal Analytics Per Free Account Kaise Bnaye

Blog Ki Image Ki SEO Friendly kaise Bnaye~ Puri Jankaari

UC News Per Apna Account Kaise Create Kre

Step:-1

UC News App per apna Account banane ke liye aap Sabse pehle UC News Ki site per Jana hoga.

Step:-2

Ab aap Ko Create Account per click krna hai.
Uc-News-per-blog-ko-kaise-Ragister-kre

Step:-3

1. Apna E-mail dale
2. Password dale
3. Password Confirm kre
4. Verify kre. verify krne ke liye Right side se Left side Ko Slide kre
5. Term's Conditions Ko Accept kre.
6. COUNTINE per Click kre.
 
Blog-ko-uc-news-me-kaise-Ragister-kre

Step:-4

Ab Check E-mail per Click kre. Apne E-mail inbox Ko Check kre aap Ko UC News aap ek E-mail ka Verification kregei. Aap Ko E-mail verification Link per Click krna hai.

UC-nesw-me-blog-ko-kaise-Ragister-kre

Step:-5

Ab aap ke same 2 Options hoge. aap Ko Unme se ek Ko choose krna hai.

Personal :- Agar Aap is blog Apne khud ke liye hue Article ya Thoughts Publish krte hai Aur aap akele is blog/ Website ke owner hai toh aap ka blog personal hai. Aap personal per select kre.

Organisation :- agar ye blog / website kisi Company ya Organisation ke dwara Handdle Kiya Jata hai toh aap Organisation Select kro.

Step:-6

Ab aap Ko isme apne Account ki  information dalni hai.

1. Jis Naam se aap apna UC News Account bnana Chahte hai vo Naam saale

2. Category me Apne blog / Website ki Category select kre.

3. Account Operators Ka name daale.

4. Apna Pan Card Number daale

5. Apna Phone number dale

6. Apne blog / Website ka URL daale

7. Isme agar aap Ka koi Service Tax Number hai toh daale nhi toh ise Khali hi Chord de.

8. UC News We media Authoraion Agreement Ko Accept kre.

9. COUNTINE per click kr de.


Step:-7

COUNTINE per Clickkrne ka bad aap Ke next page kuch is tarah se dikhega.isla MATLAB hai aap ka blog / Website UC me Successfully Ragister ho gya hai.
Blog-Website-ko-uc-news-me-kaise-Ragister-kre
Ab UC News ki team aap ke blog / Website Ko Check kregi is Process me 24-48 lagte hai. 48 hours bad aap UC News me Apne blog / Website ke post Ko Publish kr skte hai.  

Aap Ko kaise lgi ye Jankaari Hume comments krke jarur btaye. Agr aap Ko kuch samjh na aaye toh aap humse puch skte hai. Aapki puri Sahayata ki jayegi. Apne dosto ke sath bhi is Post Ko Share kre. Thanku

Read More :-

Post a Comment

1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।

Previous Post Next Post