CNC Machine के Keypad की पूरी जानकारी।
Namskaar dosto aaj ki is post me hum CNC machine per lge keypads ke bare me baat krege. CNC Machine me kon se kon se buttons lge hote hai aur Inka kya hota hai. In sab ke bare me me Mai aap Ko details se btauga. Isse pehle age bde aap meri ye pichli post jarur pad
MC ON :- Machine ki Power On Krne ke liye
MC OFF :- Machine Ki Power OFF krne ke liye
Cycle Start :- Cycle Start Krne ke liye
CYCLE Stop :- Chalti Machine Ko beech me Rokne ke liye
EDIT :- Program Me Add Aur Delete krne ke liye
MEM :- Machine Ko Automatically Run Keane ke liye
MDI :- Manually Chalane ke liye
REFERENCES :- Machine Ko Reference krne ke liye
JOG :- Handle Use ke liye/ X,Z Rapid ke liye.
X With HANDLE :- Handle se X Ko uper niche krne keliye
Z With HANDLE :- Handle se Z Ko aage piche krne ke liye
X With RAPID :- X Ko Rapid Me aage piche krne ke liye
Read More:-👇
Z With RAPID :- Z Ko Rapid Me aage piche krne ke liye
REVARSH (SPINDLE MODE) :- Spindle Ko ulta Ghanem ke liye
FORWARD (SPINDLE MODE) :- Spindle Ko ghumane ke liye
SPINDLE OVERRID :- Spindle Ki RPM Ko adjust krne ke liye
FEED OVERRIDE (0-200%) :- X,Z ki Feed Adjust krne ke liye
Read More:-
STOP :- SPINDL Ko Rokne ke liye
CHUCKING :- Workpiece Ko Clamp krne ke liye
LOW :- Clamping pressure Low
HIGH :- Clamping Pressure High
CHUCK MODE SELECT :- ID/ OD Clamp Ko select krne ke liye.
PROGRAM PROTECT :- Program Ko PROTECT aur Save rakhne ke loye. Jab tak Program PROTECT Mood On rahega koi bhi program me kuch bhi Add ye delete nhi kr skta hai.
Lub Alarm :- Lubricant Khatam ya Kam hone per
ALARM :- Machine Ko Problem aane per
M/C LOCK :- Machine Ko LOCK Krne ke liye
WORK LIGHT :- Work light on off krne ke liye
INDEX :- TURRET Ko Index krne ke liye
DIRECTION (TURRET) :- TURRET ki Direction Select krne ke liye
COOLANT (ON) :- Coolant On krne ke kiye
COOLANT (OFF) :- Coolant Off krne ke kiye
TOOL MEASURE :- Tool Zero Krne ke liye/ Offset Lene ke liye
Post a Comment
1. कमेंट बॉक्स में किसी भी प्रकार की लिंक ना पेस्ट करें।
2. कमेंट में गलत शब्दों का प्रयोग ना करें।